Roman script

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein 

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein 

nain milakar tune sajan na jane kya kiya 

nain milakar tune sajan na jane kya kiya 

pyar bhari saigato se tum le gaye mora jiya

taras na aaya raham na aaya

taras na aaya raham na aaya

dekh jawani meri dekh jawani meri

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein 

chupke chupke man mein aake bane ho man ke raja

bane ho man ke raja ho man ke raja

bin tere piya chain na paye chain na paye 

chain na paye aake tum samjha ja 

pyar ke badle dard diya hai 

pyar ke badle dard diya hai 

kaise kaise nishani ho kaise kaise nishani

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein 

lekar man mein yaad teri main ho yaad teri main 

ho yaad teri main dekhu sapne tere

main to bani hu teri sajan ha ha teri sajan 

tum ban jaao mere 

apna banake bhul naa jana

apna banake bhul naa jana

na karna nadani ho na karna nadani 

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein 

main to ho gayi deewani tori yaad mein 

balam tori yaad sajan tori yaad mein

Explore this song