Roman script

mai to banke naino wali meri bate hai nirali

dekho duniya kare moh se pyar

duniya kare moh se pyar

are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana dekho

dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar

mai to banke naino wali

lakh adaye lakh ishare jo bhi dekhe jaan ko vare

hoye mera to aaj jamana najar na haaye lagana

mera to aaj jamana

marungi najar katar, marungi najar katar

are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana dekho

dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar

mai to banke naino wali

jaan bachana ab nahi mumkin

rah gaye ab to haye das din

oye koi to sakal batao humari jaan bachao

koi to sakal batao

dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar

mai to banke naino wali meri bate hai nirali

mere ko duniya kare moh se pyar

duniya kare moh se pyar are chhodo ye fasana

baat kisi ki mai nahi manu sabke dil ka haal mai janu

koi ho lakh diwana chale na koi bahana

koi ho lakh diwana chale na koi bahana

mai to badi hoshiyar, mai to badi hoshiyar

are chhodo ye fasana jaye chulhe me ye jamana

dil hai yaha bekarar, dil hai yaha bekarar

mai to banke naino wali meri bate hai nirali

mere ko duniya kare moh se pyar

duniya kare moh se pyar

chhodo ye fasana

Explore this song