Roman script

main tere saath hoon jaha tu hai 

main tere saath hoon jaha tu hai 

dil ki dharti ka aasma tu hai 

dil ki dharti ka aasma tu hai 

main tere saath hoon jaha tu hai

aankh jalwa tera talaash kare

aankh jalwa aankh jalwa 

tera talaash kare 

aankh jalwa tera talaash kare

dil bhi puchhe mera kaha tu hai

dil bhi puchhe mera kaha tu hai

dil ki dharti ka aasma tu hai

main tere saath hoon jaha tu hai

jiski khatir bhatak raha hoon main 

jiski khatir bhatak raha hoon main 

jiski khatir bhatak raha hoon main 

meri manzil ka woh nisha tu hai

meri manzil ka woh nisha tu hai

dil ki dharti ka aasma tu hai 

main tere sath hoon jaha tu hai

chain aaye na ab karar aaye

chain aaye chain aaye

na ab karar aye 

chain aaye na ab karar aaye

mujhko aawaz de kaha tu hai 

mujhko aawaz de kaha tu hai 

dil ki dharti ka aasma tu hai 

main tere sath hoon jaha tu hai

main tere sath hoon jaha tu hai

Explore this song