Roman script

be zuba hai zami be zuba hai aasma 
patthro ka bana dono jaha 
main pukaru kise main kise do sada 
kaun samjhe yaha dil ki juba 
koi bhi jaane na de kya meri aarzo 
kya meri zindagi meri khushi 
zindagi bhar gaati jao gaati jao 
gaati jao main tere liye 
main tere liye 
be khudi me gaati jao gaati jao 
gaati jao main tere liye 
mere geeto main hai dard chupa 
koi samjhega kya janega kya 
zindagi bhar gaati jao gaati jao 
gaati jao main tere liye 
main tere liye 
zindagi bhar gaati jao gaati jao 
gaati jao main tere liye 
be khudi me gaati jao gaati jao 
gaati jao main tere liye 
be khudi main gaati jao zindagi bhar gaati jao

Song details

Song video

Watch on YouTube