Roman script
mein tere ishq mein mar na jaaun kahin tu mujhe aazmane ki koshish na kar mein tere ishq mein mar na jaaun kahin tu mujhe aazmane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon mein bhi hasin mujhse nazrein churane ki koshish na kar mein tere ishq mein shauk se tu mera imtihaan le shauk se tu mera imtihaan le tere kadmo mein rakh di hai jaan le bekhabar bekadar maan ja ziddh na kar todkar dil mera ae mere hamnasheen is tarah muskurane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon mein bhi hasin mujhse nazrein churane ki koshish na kar mein tere ishq mein kab se bethi hoon mein intazaar mein kab se bethi hoon mein intazaar mein jhutha wada hi kar koi pyar mein kya sitam hai sanam tere sar ki kasam yaad chahe na kar to mujhe gam nahin haan magar bhul jaane ki koshish na kar mein tere ishq mein mar na jaaon kahin tu mujhe aazmane ki koshish na kar mein tere ishq mein
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Loafer (1973)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dharmendra
- Actor: Mumtaz
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Premnath
- Actor: Iftekhar
- Actor: Omprakash
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Mukri
- Actor: Madhoo
- Actor: Madan Puri
- Actor: Hiralal
- Actor: K N Singh
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Anil Dhawan
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Faryal Manmohan
- Actor: V Gopal
- Actor: Sherry
- Actor: Rani
- Actor: Raj Rani
- Actor: Bhushan Tiwari
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Kirti Kumar
- Actor: Rajesh
- Actor: Sailesh
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Ramesh Kumar
- Actor: Bhupendra
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Tiwari
- Actor: Manmohan
Song video
actor: Dharmendra, Mumtaz