Roman script

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

nach ke dikha de tu soniya

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

sab ko dihka de tu soniya

mai tera dhadkan teri ye din tere rate teri

ab bacha kya ab bacha kya

har ghadi khud se hi mai, karta rahu bate teri

ab bacha kya ab bacha kya

ishk ka rog hai aisa jog hai, aisa jog hai ye

isse bachne ka ab aasar nazar nahi aata

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar ahi aata

sansar najar nahi aata, jab pyar hota hai

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

nach ke dihka de tu soniya

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

sab ko dihka de tu soniya

teri chahto se din shuru, mere ru baru ho tu hi tu

teri soch ho tera sath ho, ab har ghadi

tere baag me teri yaad me, khoya mai rahu aur ye kahu

mere samne teri bat ho, ab har ghadi

dilbar yari me yaar khumari me

chahe kuch bhi ho, dil ke paar nazar nahi aata

kuch yar najar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

meri aashiki kaa hai sila, meri chahto ko tu mila

teri mahfile meri manzile, ab ho gayi

tere khwab hai behisab hai

teri deed hai meri eed hai, pareshaniya aur mushkile

sab kho gayi, ishk to jadu hai bas bekabu hai

ishk ke jadu me, kuch dushwar nazar nahi aata

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar najar nahi aata, jab pyar hota hai

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

mai tera dhadkan teri ye din tere rate teri

ab bacha kya ab bacha kya, har ghadi khud se hi mai

karta rahu bate teri, ab bacha kya ab bacha kya

ishk ka rog hai aisa jog hai, aisa jog hai ye

isse bachne ka ab aasar nahi aata

kuch yar najar nahi aata, ghar baar najar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata

sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

nach ke dihka de tu soniya

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade

sab ko dihka de tu soniya

Explore this song