Roman script

jab koi shola badan , sache mai dhal jata hai 

dekhnae walo ka imaan badal jata hai 

mai shama hun shama janeman janejan

mai shama hun shama janeman janejan

pass mere jo aaye hooo 

pass mere jo aaye, aaye to 

pass mere jo aaye, aaye to 

pass mere jo aaye to jal jaoge  

mai shama hun shama janeman janejan

mai shama hun shama janeman janejan

jal ke jo na bhujhe mai wahi aag hun

jal ke jo na bhujhe mai wahi aag hun

gaaye dunia jise mai wahi raag hun

ishq mera khuda ishq meri khusi 

payar pe kar dun kurbaan mai jindgi 

mujhpe najare mujhpe najare na daalo ke dhal jaoge 

mai shama hun shama janeman janejan

mai shama hun shama janeman janejan

tum shama ho shama bewafa meri jaan 

tum shama ho shama bewafa meri jaan  

mujhse najare milegi hooo

mujhse najare milegi, milegi 

mujhse najare miligi

mujhse najare milegi,to sharmaoge

tum shama ho shama  bewafa meri jaan 

tum shama ho shama bewafa meri jaan  

mere nagamo se tumko mili zindgi 

mere nagamo se tumko mili zindgi 

meri chahat se tumko mili roshani 

jaanta hu sanam, ishq ek khwab hai 

fir bhi jalne ko pervana betab hai 

hum na hoge agar, aaaaa hum na hoge agar 

bolo jaane jigar 

aaj daman me lekar kidhar jaoge 

tum shama ho shama bewafa meri jaan 

tum shama ho shama bewafa meri jaan

bahut bepaak hai tu, bahut chalak tu

ada katil hai meri, bafa jhuti hai teri 

mai shola hun bafa ka, mai bnda hun khuda ka

dahakti aag hun mai, machalta raag hun mai 

mai tujh ko raakh kar du, mai kissa khak kar dun 

jala dungi mai tujhko, bhuja dunga mai tujhko 

kisi ko kuch na hoga duaa mehfil mai hoga 

kisi ko kuch na hoga duaa mehfil mai hoga 

kaun hun jaan le, haar tu maan le 

yun na mana to bemaut mar jaoge

tum shama ho shama bewafa meri jaan 

tum shama ho shama bewafa meri jaan 

mujhse najare miligi

tum shama ho shama bewafa meri jaan 

tum shama ho shama bewafa meri jaan

Explore this song