Roman script

chaahte kya kya dil mein

chaah ke bhi keh na paau

ek lamha ek pal bhi bin tumhaare reh na paau

dil ye mera rab se maange, tu nazar ke paas rehna

ishq mein ab jina marna

ishq hai rab mujhko kehna

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

tujhe pehlu mein aaja bhar lu

main tujhpe mar lu

main sajda kar lu

adaaye meri wafaaye meri 

tabbasum mera tumhaare liye

tumhi se hai raahat

tumhaari raahat tumhaari kasam

raahat tumhaari kasam

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

ishq mein jina ishq mein marna

ishq siwa main kuchh na karna

har mausam hai ishq ka mausam

ishq se bande tu na darna

ishq hi karna, ishq hi karna, ishq hi karna

nazar pe pehra jubaan pe pehra

nahi kho sakta ishq hai gehra

tumhe sochti, tumhe chaahti

tumhe maangati aatho peher

tumhi se hai saansein meri

saansein meri jaaneman, saansein meri jaaneman  

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

chaahte kya kya dil me in

chaah ke bhi keh na paau

ek lamha ek pal bhi bin tumhaare reh na paau

dil ye mera rab se maange, tu nazar ke paas rehna

ishq mein ab jina marna

ishq hai rab mujhko kehna

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

aayi yaai aayi yepp mamma

Explore this song