Roman script

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

hai chaar ke baraabar ye do taang wala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

dur dur dur koyi mujhko bulaaye, mujhko bulaaye

kya karu dil usse bhul na paaye, bhul na paaye

mai rishte jodu dil ke mujhe hi manzil pe

koyi na pahuchaaye, koyi na pahuchaaye

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

hai chaar ke baraabar ye do taang wala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

thi kabhi chaand tak apni udaan, apni udaan

ab ye dhul ye sadak apna jahaan, apna jahaan

jo koyi dekhe chaunke uparwala bhi soche

ye kaisa insaan, ye kaisa insaan

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

hai chaar ke baraabar ye do taang wala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

raat din har ghadi ek sawaal, ek sawaal

rotiya kam hain kyun kyun hai akaal, kyun hai akaal

kyun duniya me kami hai ye chori kisne ki hai

kaha hai sara maal, kaha hai sara maal

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

hai chaar ke baraabar ye do taang wala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

kaha chaloge babu, kaha chaloge lala

mai rickshaw wala, mai rickshaw wala

Explore this song