Roman script

main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do 

main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do 

main pyar tumse hi karti hun tum gawahi do 

ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga 

ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga 

aakhiri apni mohabbat ka fasana hoga 

jo kaha maine muskura ke ek baar kaho 

meri dhadkan mere is dil ke aas paas raho 

diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do 

diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do 

main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do 

main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do 

main na bhulungi jindagi bhar ye vaade kasame 

jaan de ke nibhaoungi wafa ki rasame 

teri chahat me jamane ko bhulane aaya 

raahe ulfat me har ek shay ko lutane aaya 

rakhungi yaad tumhe chahe tum bhula bhi do 

main apne khun se likhti hun tum gawahi do

main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do 

main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do

Explore this song