Roman script

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

are masti bhari aankho se do jam chura laya

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

masti meri aankho me botal se nahi lee hai

saki se nahi mangi chullu se nahi pee hai

behosh nahi fir bhi mai hosh gawa aaya

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

jina kise kahte hai jee kar bhi nahi samjha

jina kise kahte hai jee kar bhi nahi samjha

pine kaa maja kya hai pee kar bhi nahi samjha

pyala mere hotho tak aa kar bhi nahi aaya

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

apne hi khyalo ko maykhana banaya hai

apne hi khyalo ko maykhana banaya hai

tute hue ik dil se paymana banaya hai

sawan ki ghatao ko aankho me chupa laya

mai peeke nahi aaya mai peeke nahi aaya

Explore this song