Roman script

suhani hi subah banaras jarur

hai shame avadh khubsurat huzur

magar har subah se har ek sham se

hasi ye hawalat ki rat hai

ye choro ki barat ki rat hai

na khidki na jhrokha

milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha

sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

na khidki na jhrokha

milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha

sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

diwar se jyada majbut hai irada

us par wo khadi hai jisse najar ladi hai

wo intzar me hai bechain pyar me hai

ye jan bhi gawa ke milna hai usse jake

ye gum na dil sahega haye ye gum na dil sahega

bas hoke hi rahega ye mel do dilo ka

sab sochte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

rocky hai nam mera sabko salam mera

sab mujhko jante hai ustad mante hai

bujdil nahi jo chupke chal du mai chupke chupke

sab hoshiyar rahna fir bad me na kahna

de di hai maine dhamki

de di hai maine dhamki bijli gagan me chamki

kuta gali me bhoka de jaunga mai dhokha

sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai kya hu mai hu badal mai kya hu mai hu kajal

ud jau ban ke khushbu chal jau ban ke jadu

mai kya hu mai hu badal mai kya hu mai hu kajal

ud jau ban ke khusbu chal jau ban ke jadu

sau bar aake dekha sau bar jake dekha

kya hai yaha kidhar hai har chiz ki khabar hai

mere purane yaro nadan pahredaro

mere purane yaro nadan pahredaro

kyu tumne mujhko roka

tum rokte rah jaoge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

na khidki na jhroka 

milte hi magar mauka de jaunga mai dhokha 

sab dekhte rah jayenge ban ke hawa ka jhoka

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

mai nikal jaunga mai nikal jaunga

Explore this song