Roman script

puchho na yaar,kya hua

dil ka karar kya hua?

puchho na yaar,kya hua

dil ka karar kya hua?

tum pe to hum mar mite hai abhi se

jaane hamara aage kya hoga 

puchho na yaar, kya hua

hamko mil gayi duniya pyar ki

mana ho gaye tum mere apne 

phir bhi ye sawal, dil me ye khayal

na ho ye kahin door ke sapne

hmm, ye ab ke baar kya hua

dil ka karar, kya hua?

tum pe to hum mar mite hai abhi se

jaane hamara aage kya hoga 

puchho na yaar, kya hua

apne paas kya arman ke siva

yun to main tumhe or kya dungi?

jo bhi hai mera, main or mera pyar

tum pe ek baar sab luta dungi

hmm, chahoge to main dekhungi tumhe

keh doge to phir sir jhuka lungi 

hai dildaar kya hua

dil ka karar, kya hua?

tum pe to hum mar mite hai abhi se

jaane hamara aage kya hoga 

puchho na yaar, kya hua

Explore this song