Roman script

aankho ko yu band karke dhime dhime gin gin ke 

dhundho hume, hum hai kahaa

ho bhule se fasane hai zami se begaane hai dekho hue hum to hawa

dil ke kinare khwabo ke niche hai khoya khoya apna jahaa

main laapata tu laapata hosho hawaa hai laapata

ha ye zidd hai meri tujhko hi sochenge ab hum

roshni ye teri khwaabo me rakhenge band hum

ha subha kab soyi taare kab jaage 

hum bhule hai ki kab kya hua

main laapata tu laapata hosho hawaa hai laapata

o o

le rahe the saanse zinda nahi the kabhi hum

dil ye tujhko de ke dhadkan se wakif huey hum

ha tujhme hi gum hai tujhme hi khoye 

ab dar se tere jaana kahaa

main laapata tu laapata hosho hawaa hai laapata

Explore this song