Roman script

mai khusnasib hu, mujhko kisi ka pyar mila

mai khusnasib hu, mujhko kisi ka pyar mila

bada hasin, mere dil ka raazdar mila

mai khusnasib hu

kisi ne pure kiye, aaj pyar ke wade

kisi ne pure kiye, aaj pyar ke wade

meri wafa ka sila, mujhko shaandar mila

meri wafa ka sila, mujhko shaandar mila

mai khusnasib hu, mujhko kisi ka pyar mila

mai khusnasib hu

Explore this song