Roman script

mai idhar se ja rahi thi 

wo udhar se aa rha tha 

mai idhar se ja rahi thi 

wo udhar se aa rha tha 

mai bhi muskura rahi thi 

wo bhi muskura raha tha 

naino se nain mile dil khil gaya 

deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya 

hay deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya 

kaise bataau uski aankho me kya tha 

lagta hai jaise koi jaadu bhara tha 

kaise bataau uski aankho me kya tha 

lagta hai jaise koi jaadu bhara tha 

mera deewaana hay sabse juda tha 

meri adaao pe kitna fida tha 

he mai jara sharma rahi thi 

wo jara ghabra raha tha 

hey mai jara sharma rahi thi 

wo jara ghabra raha tha 

mai bhi muskura rahi thi 

wo bhi muskura raha tha 

naino se nain mile dil khil gaya 

deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya 

hay deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya 

angadaai leti hai meri jawaani 

udti phiru mai banke deewaani 

angadaai leti hai meri jawaani 

udti phiru mai banke deewaani 

na jaane mujhko ye kya ho gaya 

kitni nashili hai meri jawaani 

he ab bhi nasha aa raha hai 

tab bhi nasha chhaa raha tha 

ab bhi nasha aa raha hai 

tab bhi nasha chhaa raha tha 

mai bhi muskura rahi thi 

wo bhi muskura raha tha 

naino se nain mile dil khil gaya 

deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya 

fir deewaana ladaka mil gaya 

ek deewaana ladaka mil gaya

Explore this song