Roman script

main hu ujda aashiya

ek mita hua nisha

bhuli huyi dasta

main hu ujda aashiya

ek mita hua nisha

bhuli huyi dasta

gul khile to kya khile 

bhulnewale sanam

tum mile to kya mile

gul khile to kya khile 

bhulnewale sanam

tum mile to kya mile

milke bhi juda hu main

duri ki sada hu main 

jaise gard karwan

main hu ujda aashiya

ek mita hua nisha

bhuli huyi dasta

tumne pher li najar

dil pe kya gujar gayi

ye kisi ko kya khabar 

tumne pher li najar

dil pe kya gujar gayi

ye kisi ko kya khabar 

lut gaya saaj-e-dil

kisse kahu raaz-e-dil

koi nahi raazda

main hu ujda aashiya

ek mita hua nisha

bhuli huyi dasta

julm dhaye jaao tum

meri in wafao ko

aajmaye jaao tum 

julm dhaye jaao tum

meri in wafao ko

aajmaye jaao tum 

gham pe gham diye chalo

tum dua liye chalo

mere pyare meharba

main hu ujda aashiya

ek mita hua nisha

bhuli huyi dasta

Explore this song