Roman script

main hu teri jogniya shyam
main hu teri jogniya shyam
man vina ke madhur suro mein
man vina ke madhur suro mein
wo bhi dhundhe tera naam
main hu teri jogniya shyam
main bavriya mira banke 
preet ki reet nibhau
rang ke tere rang mein chunriya
man hi man muskurau
dwaar tera na chhodu
ye jag lakh kare badnaam
main hu teri jogniya shyam
main hu teri jogniya shyam
bhale bure ka bhed na jane
tu sabko apnaye
jhuth kapat ke andhiyare mein
saty ki jyot jagaye
tu chahe to foran badle 
mere jivan shyam 
main hu teri jogniya shyam
main hu teri jogniya shyam
man vina ke madhur suro mein
man vina ke madhur suro mein

Song details

Song video

Watch on YouTube