Roman script

o o o aa aa aa o o o

main hoon diya suni raat ka, main hoon diya suni raat ka 

ae dil mere tanha tujhe bujhna hai jalte jalte

apne aansu mein khud pighalna hai

aag mein apani aap jalana hai

apane aansu mein khud pighalana hai

aag mein apani aap jalana hai

aakhir dhunwaan ho jaana hai, aahon mein dhalate dhalate

main hoon diya suni raat ka 

main hoon diya suni raat ka

kho gaya jo klahin aisa moti hoon

raasta dhundein aisi jyoti hoon

kho gaya jo klahin aisa moti hoon

raasta dhundein aisi jyoti hoon

aakhir yun hi thak jaana hai, ik din chalte chalte

main hoon diya suni raat ka 

main hoon diya suni raat ka

Explore this song