Roman script

main hoon nayi chandni dil ki jawaa roshni

mujhko to hai justjoo mere naye chand ki

jaane kaisa hoga mera chand wo

sun meri dil jawaa main to ye jaanu naa

hoga dono ka aamna saamna

bezuba dil kahe main karu pyaar mein

umar bhar bandagi gumshuda chand ki

bezuba dil kahe main karu pyaar me

umar bhar bandagi gumshuda chand ki

main hoon nayi chandni dil ki jawaa roshni

mujhko to hai justjoo mere naye chand ki

jaane kaisa hoga mera chand wo

main to ye sochke jaane kyon dar gayi

baahon mein leke wo kya kare kya pata

main to ye sochke jaane kyu dar gayi

baahon me leke wo kya kare kya pata

main hoon nayi chandni dil ki jawaa roshni

mujhko to hai justjoo mere naye chand ki

jaane kaisa hoga mera chand wo

Explore this song