Roman script

main hoon kanya kunwaari, jalati chingaari

main hoon kanya kunwaari, jalati chingaari

mere pichhe pade hai dekho laakhon shikaari

main hoon kanya kunwaari, jalati chingaari

mere pichhe pade hai dekho laakhon shikaari

ab kahaan main chhipu, inse kaise bachu

ab kahaan main chhipu, inse kaise bachu

yahaan sab ke sab hai khilaadi

ye ore ore ye ore o

ye ore ore ye ore o

jawaani ki chaukat pe aake khadi hoon

main palkon mein sapne sajaa ke khadi hoon

jawaani ki chaukat pe aake khadi hoon

main palkon mein sapne sajaa ke khadi hoon

kaise bachaau main apni jawaani

ghunghat mein mukhda chhupaake khadi hoon

ab kya main kahu, chup kaise rahu

ab kya main kahu, chup kaise rahu

daav mujhpe lagaaye jawaani

ye ore ore ye ore o

ye ore ore ye ore o

har dil ki dhadkan mein main chha gayi hoon

deewaano ke mehfil mein main aa gayi hoon

har dil ki dhadkan mein main chha gayi hoon

deewaano ke mehfil mein main aa gayi hoon

ik dil hai mera deewaane hajaaron

re haay haay mushkil mein main aa gayi hoon

dil kisko main doon, kise apna kahu

dil kisko main doon, kise apna kahu

dekho kitne hai prem pujaari

ye ore ore ye ore o 

ye ore ore ye ore o

Explore this song