Roman script

deewana deewana deewana deewana deewana 

deewana deewana hai

deewana deewana deewana deewana deewana 

deewana deewana hai

naa jaanu main kaisi ye bekarari hai

shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai

naa jaanu main kaisi ye bekarari hai

shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai

tu dil ka thikana, hu tera deewana

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

deewana deewana deewana deewana deewana 

deewana deewana hai

puchhe nigaahe meri, hai kahaa raahe teri

jaane kyun naa jaane tu tanha hai baahe meri 

nind bagair raat bhi guzaari hai

jo utre na teri hi toh khumaari hai

mushqil hai bhulaana, hu tera deewana

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

dil me jo armaan jaage, teri hi peeche bhaage

rukna hai tujhpe ab toh jaana nahi hai aage 

soorat ye yun aankho me utaari hai

maine toh bhulaai duniya saari hai

hai tujhko bataana, hu tera deewana

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

deewana tera tujhe hi bulaaye, ye marzi teri tu aaye na aaye

Explore this song