Roman script
mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bhahaye liye ja rahi hai, jawani samundar ki mauj hai mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bhahaye liye ja rahi hai, jawani samundar ki mauj hai mai hardum kisi ko dhundti hu, mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai koi aib mujhme aye jamane, mere dil me koi kharabi nahi koi aib mujhme aye jamane, mere dil me koi kharabi nahi kadam dagmagate hai maasti me mere magar mai kasam se sarabi nahi, mai uske khyalo me jhumta hu mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai gujarti hu gulsan se to raste me, nahi baat karti baharo se mai gujarti hu gulsan se to raste me, nahi baat karti baharo se mai jo kuch puchti hu to bas puchti uh pata ek usika hajaro se mai, jise pyar karti hu pujati hu mai hardum kisi ko dhundti hu, mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai ye ji chahta hai wo baitha rahe, samne bas mai baithi niharu use ye ji chahta hai wo baitha rahe, samne bas mai baithi niharu use wo yu na sune to banakar bahana, ye awaz dekar pukaru use ke bachalo mai tufa me dubta hu mai hardum kisi ko dhundta hu, mujhe kisi ki khoj hai ye mujhko bhahaye liye ja rahi hai, jawani samundar ki mauj hai mai hardum kisi ko dhundti hu, mujhe kisi ki khoj hai mujhe kisi ki khoj hai
Song details
- Singer: Mukesh
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Raaste Kaa Patthar (1972)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Laxmi Chhaya
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Sudhir
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Viju Khote
- Actor: Asit Sen
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Chand Usmani
- Actor: Neeta Khayani
- Actor: Bhagwan
- Actor: Indu Shivraj
- Actor: Sanjana
- Actor: Johny Walker
- Actor: Asrani
- Actor: Trilok Kapoor
- Actor: Birbal
- Actor: Polsan
- Actor: Shah Agha
- Actor: Krishna Mehtam
- Actor: Suresh
- Actor: Ashoo
- Actor: Sabeena
Song video
singer: Mukesh, Asha Bhosle