Roman script

main har yug mein ranjha tera 
tu har yug mein heer thi meri 
main har yug mein ranjha tera 
tu har yug mein heer thi meri 
har yug mein kangan pahnaye
maang bhari hai maine teri 
ham do premi prem nagar mein 
prem ka ghar banayenge
ham do premi prem nagar mein 
prem ka ghar banayenge
ham ruk jaaye fir bhi hamaari
aage chalengi prem kahani
ham ruk jaaye fir bhi hamaari
aage chalengi prem kahani
duniya hamko yaad karengi
de jaayenge prem nishani
ham do premi prem nagar mein 
prem ka ghar banayenge

Song details

singer: Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz