Roman script

kab se usko dhundhta hu bheegi palko se yaha

ab na jane wo kaha hai tha jo mera aashiya

rabba mere mujhko bata haye di mujhe kyun ye saza

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ek chhota sa jaha tha chand khushiyo se bhara

usko mujhse chin kar hai mil gaya tujhko bhi kya

ab hai fakat sirf jaa, kar du mani wo bhi ata

ab saare bandhan tod ke yado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ab saare bandhan tod ke yado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

wakt ke kitne nishan hai zarre zarre me yaha

dosto ke saath ke pal kuchh hasi kuchh gamjyda

sab hua ab to fanna bas raha baki dhua

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

kab se usko dhundhta hu bheegi palko se yaha

ab na jane wo kaha hai tha to mera aashiya

rabba mere mujhko bata haaye de mujhe kyun ye saza

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ab sare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

ab saare bandhan tod ke yaado ko tanha chhod ke

main gam se rishta jod ke jau kaha

Explore this song