Roman script

mai gam se nibha kar ji lunga 

har dard chhupa kar ji lunga

tum shad raho aabad raho

tum shad raho aabad raho

mai gam se nibha kar ji lunga 

har dard chhupa kar ji lunga

ha hatho me tumhare shaguno ki 

kya khub sazi hai ye mehandi

hatho me tumhare shaguno ki 

kya khub sazi hai ye mehandi 

kya khub sazi hai ye mehandi 

mai apne lahu ke chhinto se  

mai apne lahu ke chhinto se  

daman ko saza kar ji lunga 

tum shad raho aabad raho

tum shad raho aabad raho

mai gam se nibha kar ji lunga 

har dard chhupa kar ji lunga

mujhko hi khushi na ras aayi

ho tumko mubarak shehnayi

mujhko hi khushi na ras aayi

ho tumko mubarak shehnayi 

ho tumko mubarak shehnayi  

mai khwab samajh kar bite huye 

mai khwab samajh kar bite huye 

lamho ko bhula kar ji lunga 

tum shad raho aabad raho

tum shad raho aabad raho

mai gam se nibha kar ji lunga 

har dard chhupa kar ji lunga

tum leke sahara yado ka

ashqo ko paresha mat karna 

tum leke sahara yado ka

ashqo ko paresha mat karna 

ashqo ko paresha mat karna 

mai jalti sulgti yado ko 

mai jalti sulgti yado ko 

mai sine se laga kar ji lunga

tum shad raho aabad raho

tum shad raho aabad raho

mai gam se nibha kar ji lunga 

har dard chhupa kar ji lunga

Explore this song