Roman script

main ek deewana ladka

tu ek pari si ladki

main ek deewana ladka

tu ek pari si ladki

hum akele yun mile to

jaane jaana jaadu naya chhaane laga

haathon se dil jaane laga

mausam jawaan gaane laga

main ek deewana ladka

tu ek pari si ladki

hum akele yun mile to

jaane jaana jaadu naya chhaane laga

haathon se dil jaane laga

mausam jawaan gaane laga

jaadu naya chhaane laga

jaadu naya chhaane laga

jaadu naya chhaane laga

jaadu naya chhaane laga

jo ho raha hai ehsaas kya hai

mere labon pe yeh pyaas kya hai

dilbar mujhe bata de

ho,bekhudi ko aise na badha

jo ho raha hai ehsaas kya hai

mere labon pe yeh pyaas kya hai

dilbar mujhe bata de

ho,bekhudi ko aise na badha

saawan tere baalon mein hai

nakhra teri chaalon mein hai

rangat tere gaalon mein hai

main ek deewana ladka

tu ek pari si ladki

chaahat ka dard mujhko diya hai

bechain mere dil ko kiya hai

teri jhuki nazar ne

ho,jaan legi teri yeh adaa

chaahat ka dard mujhko diya hai

bechain mere dil ko kiya hai

teri jhuki nazar ne

ho, jaan legi teri yeh adaa

khushbu teri saanson mein hai

shaukhi teri aankhon mein hai

masti teri baaton mein hai

main ek deewana ladka

tu ek pari si ladki

hum akele yun mile to

jaane jaana jaadu naya chhaane laga

haathon se dil jaane laga

mausam jawaan gaane laga

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

jaadu sa chhaane laga 

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song