Roman script

main ek bhanwra

chote baagiche ka

maine yeh kya kar dala

jungle se aati

khushboo lapak ne

gaya ho gaya la lapata

kya banunga

main ek din sitara

ya rahunga main bechara

main ek bhanwra

chote baagiche ka

maine yeh kya kar dala

ek din main nikla hadon se

uljha kisi ki laton se

uski nazar ki damak se

chundiya gaya main chamak se

yu hosh maine gawaya

kuch bhi samajh mein na aaya

udna main bhul gaya

pankhon se nikli hawa

wo aisa bhaya

ke man mein samaya

haan mujhko pyar hua

main ek bhanwra

chote baagiche ka

maine yeh kya kar dala

kahan aa gaya main kahan se

bekhud hua do jahan se

ab sochna bhi mana hai

bechainiya duguna hai

khud se hi dil puchta hai

karu kya na kuch sujhta hai

itna samajh mein hai aaya

mere sang nahi mere saya

maine kya paya

kya maine gawaya

haan maine ki galtiyan

main ek bhanwra

chote baagiche ka

maine yeh kya kar dala

jungle se aati

khushboo lapak ne

gaya ho gaya la lapata

kya banunga

main ek din sitara

ya rahunga main bechara

main ek bhanwra

chote baagiche ka

maine yeh kya kar dala

Explore this song