Roman script

main dulhan teri

main dulhan teri tu dulha piya

na chhedo abhi darta hain jiya

main dulhan teri tu dulha piya

na chhedo abhi darta hain jiya

main dulhan teri

tahron jara sa ghunghut gira lu

tahron jara sa ghunghut gira lu

naino ke darpan me mukhda chhupa lu

gore tan ko chura lu

gore tan ko chura lu

man ko samjhalu

aati hain sharam

darta hain jiya

main dulhan teri tu dulha piya

na chhedo abhi darta hain jiya

main dulhan teri

chand sitaron ke bhi deep bhujayein

chand sitaron ke bhi deep bhujayein

ek dusre ko dono dekh na paye

pahle dur chale jaye

pahle dur chale jaye

phir najdik aaye

kya maine kaha kya tune kiya

main dulhan teri tu dulha piya

na chhedo abhi darta hain jiya

main dulhan teri

Explore this song