Roman script

my pals my buddies my friends today we all have graduated

peche bachpan pada hai aur aage jawani khadi hai

aaj hum ek dusre se juda ho jaayenge

aur kal na jaane kahan hoge

i am really sad this is the last day of college

hey you by the way we will miss you

we will really miss you miss jaetly

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

kya pata kya khabar kya pata kya khabar 

kis gali kis dagar

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

hello hello hello misses agarkar

we all know you love purana cricketer gavaskar

but we are very very sorry to tell you that

there is no one greater than apna sachin tendulkar

woh din woh bahar yaad aaye college ka malhar yaad aaye

canteen ki takraar yaad aaye library ka pyaar yaad aaye 

khoobsurat jawan dil nashi ladkiyaan chaahti thi mujhe 

sab haseen ladkiyaan hostel wali khidki ke 

peeche karna intezaar yaad aaye

woh ada woh haseen woh ada woh haseen woh haya woh nazar 

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

shri hari ji shri hari ji hamare 

hindi professor saab namaste namaste

aap ne hume hindi sikhayi haste haste are dhanyavaad aapka

achche ank deke aapne hume bachaya faste faste thank you

aankhon mein charag jhilmilaaye manliyen ki roshni dikhaye 

dheere dheere umeedein jagayi sab ko sab ka rasta bulaye

kuch to bindas hai kuch pareshaan hai 

waqt ki baat se saare anjaan hai 

duniya mein naam kamaye jaane kaun star ban jaaye 

ab shuro ho gaya ab shuro ho gaya zindagi ka safar

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

main deewana main awara sab ka dil churake main chala

Explore this song