Roman script

chup are hat soniye mujhe gane de mai dariya hu mai dariya hu 

mai dariya hu katra nahi mai dariya hu katra nahi 

mujhe koi 

mujhe koi khatra nahi mujhe koi khatra nahi

mai dariya hu mai dariya hu mai dariya hu katra nahi 

mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi

mujhe koi khatra nahi

na dar allah ke nam pe na dar na dar na dar tera aashik hu mai

koi jeb katra nahi koi jeb katra nahi

teri umar hai nazami ari madam lipistic powder lagane se

umar kam thodi ho jati hai teri umar hai nazami

jyada hai satrah nahi jyada hai satrah nahi

mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi

mujhe koi khatra nahi

mahal to ye rangin hai mahal to ye rangin hai

ye ghar saf suthra nahi ye ghar saf suthra nahi

na pande na pede yaha na pande na pede yaha

ye bambai hai mathura nahi ye bambai hai mathura nahi

mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi

mujhe koi khatra nahi

baizzar bamusakat hoshiyarye shayar ka diwan hai

shayar layer shayar layer ye shayar ka diwan hai

ye pandit ka patra nahiye pandit ka patra nahi

jo upar gaya so gaya

surya aast ho gaya gagan mast ho gaya

surya aast ho gaya gagan mast ho gaya

jo upar ja ke so gayawo fir niche utara nahi

wo fir niche utara nahi mai dariya hu katra nahi

mujhe koi khatra nahi mujhe koi khatra nahi

Explore this song