Roman script

dayan peyr uthata hun to bayan uth jata hai

bayan peyr uthata hun to dayan uth jata hai

hath pakar lo yaro mera main chalna bhool gaya

main chalna bhool gaya

sar par kab se ghoom raha hai aasman beemar hai kya

ghar wale sab ghar pe hain chutti hai itwar hai kya

sar mein moch aai hai shayad paon mera murr jata hai

dayan peyr uthata hun to bayan uth jata hai

bayan peyr uthata hun to

hath pakar lo yaro mera main chalna bhool gaya

main chalna bhool gaya

baraf pe gir ke uthta hun to sharam sharam si lagti hai

naram naram to hai lekin kuch garam garam si lagti hai

bhaiyo behno

bhaiyo behno baat karun to dhuwain se munh bhar jata hai

dayan peyr uthata hun to bayan uth jata hai

bayan peyr uthata hun to dayan uth jata hai

hath pakar lo yaro mera main chalna bhool gaya

main chalna bhool gaya

Explore this song