Roman script

mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali

koi roke na mujhe, mai chali mai chali

na na na meri jaa, dekho jana na vahan

koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa

mai chali mai chali 

ye fiza ye hava, ye nazare ye sama

ab pyar na hua to phir kab hoga

ye fiza ye hava, ye nazare ye sama

ab pyar na hua to phir kab hoga

koi khel to nahi, ye hai pyaar meri ja

tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga

mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali

koi roke na mujhe, mai chali mai chali

he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya 

kab rokne se rukate hai diwane 

he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya 

kab rokne se rukate hai diwane 

tu hai abhi nadan, jara soch meri jaan 

roj aate nahi din aise mastane 

na naa naa meri ja, dekho jana na vaha 

koi pyar ka lutera, lute na meri ja 

mai chali mai chali

ha haa haa meri ja, dekho jana na vaha 

koi pyar ka lutera, lute na meri ja 

mai chali mai chali

kahi aankh na mile, kahi dil na lage

to pyaar ka zamana kis kaam aaya

to ye rut ye ghata bolo sochegi kya

mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali

mujhe roke na koi, mai chali mai chali

na na na meri jaa, dekho jana na vahan

koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa

mai chali mai chali

Explore this song