Roman script

mai bhul jaun tumhe 

mai bhul jaun tumhe ab yahi munasib hai 

mai bhul jaun tumhe ab yahi munasib hai 

magar bhulana bhi cahhun to kis tarha bhulu 

magar bhulana bhi cahhun to kis tarha bhulu 

ye tum to fir bhi hakikat ho koi khwab nahi 

yaha to dil ka ye alma hai kya kahu 

bhula saka ye wo silsila jo tha hi nahi 

bhula saka ye wo silsila jo tha hi nahi 

wo ek khwab jo awaz tak gaya hi nahi 

wo ek baat jo mai kah nahi saka tumse 

wo ek rakt jo ham me kabhi raha hi nahi 

mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahi 

agar ye haal hai dil ka to koi samjhaye 

agar ye haal hai dil ka to koi samjhaye 

tumhe bhulana bhi chahun to kisi tarah bhulu 

ke tum to fir bhi hakikat ho koi khwab nahi 

ke tum to fir bhi hakikat ho koi khwab nahi 

ke tum to fir bhi hakikat ho koi khwab nahi

Explore this song