Roman script

mai ban than ke nikli khuli sadak pe

mai ban than ke nikli khuli sadak pe

huya shehar diwana aage hu mai dilwale hai pichhe 

rama tu humko bachana huya sara shehar diwana

mai ban than ke nikli khuli sadak pe

huya shehar diwana

raste me mila purvi chhaila ye kya kahat rahan

chal hamre sang gori purva ke deshva

ho chal hamre sang gori purva ke deshva

to ka khilaiye de banaras ka panva

o to ka khilaiye de banaras ka panva

panva khilaiye ke kangana pahnaiye ke

humse kare hai gavanva phir kya bhaya

phir aage hu mai hu chhaila hai pichhe

rama tu humko bachana huya sara shehar diwana

mai ban than ke nikli khuli sadak pe

huya shehar diwana

aji ho seth ji phir suno bat ji ki kahvo the gori ji 

rasta me maine milyo ek rajshathani 

mai kayo mai kayo ke kayo

mare mandera mor mare chitdera chor

mare mandera mor mare chitdera chor

jaipuriyo dikha de mane ek bar aur

jaipuriyo dikha de mane ek bar aur phir ke hoyo

aage aage sajni pichhe pichhe sajan

rama tu humko bachana

o raste vich miliya punjabi oye ki kaha kain laga

mai gaya mera dil tera ke mukhda surakh gulal

ji karda ye mai le java tainu apne desh punjab

mai apne desh punjab ke hans hans pava pangada

tera dekh ke mast shabab ke hans hans pava bhangada

Explore this song