Roman script

gali gali me dil ko lekar ghumi main diwaani 

gali gali me dil ko lekar ghumi main diwaani 

dil ke badale sab ne mose maangi meri jawaani 

main to mar gayi mar gayi mar gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

bin paani ki nadiyaa hun main, bin deepak ki baati 

shahar shahar me dhundha maine mila na koi sathi 

ho bin paani ki nadiyaa hun main, bin deepak ki baati 

shaha shahar ki me dhundha maine mila na koi sathi 

rang roop ke mile hai sab yaar mujhko 

koi mila naa jahaa me dildaar mujhko 

main to mar gayi mar gayi mar gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re

meri yoban ki madiraa jo pikar hosh gawaaye 

raam kasam fir usako jivan bhar tak hosh na aaye 

meri yoban ki madiraa jo pikar hosh gawaaye 

raam kasam fir usako jivan bhar tak hosh na aaye

badnaam ho jamaane me kahaani usaki 

rahe ghar ki na ghat ke jawaani usaki 

main to mar gayi mar gayi mar gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re

laaj ki chunari chhin ke mose ab kaahe sharmaaye 

mujhko beparda karke tu ab kyu aankh churaaye 

laaj ki chunari chhin ke mose ab kaahe sharmaaye

mujhko beparda karke tu ab kyu aankh churaaye 

ab darta hai kaahe bepeer mujhse 

jara khaale mere najaro ki teer mujhse 

main to mar gayi mar gayi mar gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re

gali gali me dil ko lekar ghumi main diwaani 

gali gali me dil ko lekar ghumi main diwaani 

dil ke badale sab ne mose maangi meri jawaani 

main to mar gayi mar gayi mar gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re 

kaahe mope jawaani chadh gayi re

Explore this song