Roman script

maikhana maikhana maikhana maikhana

ye hai hamara maikhana sara ka sara maikhana

are sabka dulara maikhana dil ka sahara maikhana

aankh ka tara maikhana  jaan se pyara maikhana

saki bottel aur jaam jaha milte hai har sham

saki bottel aur jaam jaha milte hai har sham

bolo pinewale usme dil ka kya hai inaam

maikhana maikhana maikhana maikhana 

maikhana maikhana maikhana maikhana 

ye hai hamara maikhana sare ka sara maikhana

are sabka dulara maikhana dil ka sahar maikhana

aankh ka tara maikhana jaan se pyara maikhana

maikhana maikhana maikhana maikhana 

maikhana maikhana maikhana maikhana maikhana

diljalo aaj itni piyo tum sharab

diljalo aaj itni piyo tum sharab

ho ham bhi dekhe to uski ho halat kharab

diljalo aaj itni piyo tum sharab

ho ham bhi dekhe to uski ho halat kharab

aaj mila hai moka hamse

aaj mila hai moka hamse le lo intekam

maikhana maikhana maikhana maikhana 

maikhana maikhana maikhana maikhana maikhana

na koi chhota hai na koi bada hai yaha

na koi chhota hai na koi bada hai yaha

ho pyar hi aadmi ka khuda hai yaha

na koi chota hai na koi bada hai yaha

ho pyar hi aadmi ka khuda hai yaha

isliye maikhane ko ham

isliye maikhane ko ham karte hai salam

maikhana maikhana maikhana maikhana

maikhana maikhana maikhana maikhana maikhana

raat din yu hi pite pilate raho

raat din yu hi pite pilate raho

ho mehfil jindagi ki sajate raho

raat din yu hi pite pilate raho

ho mehfil jindagi ki sajate raho

aise hi masti me gujre

aise hi masti me gujre har mausam ki sham

maikhana maikhana maikhana maikhana 

maikhana maikhana maikhana maikhana maikhana

ye hai hamara maikhana sare ka sara maikhana

are sabka dulara maikhana dil ka sahar maikhana

aankh ka tara maikhana jaan se pyara maikhana

saki bottel aur jaam jaha milte hai har sham

saki bottel aur jaam jaha milte hai har sham

bolo pine wale usme dil ka kya hai inaam

maikhana maikhana maikhana maikhana 

maikhana maikhana maikhana maikhana maikhana

Explore this song