Roman script

ha maikade ki gali me jana chhod diya

jabse dekha use sheeshe ka jaam tod diya

jo jaam se peeta hu

jo jaam se peeta hu utar jati hai

utar jati hai, utar jati hai

utar jati hai, utar jati hai

jo jaam se peeta hu utar jati hai

utar jati hai, utar jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

chhan chhannnn chhan chhan

chhan chhannnn chhan chhan

chhan chhannnn chhan chhan

mastana yaar tauba hansati bahaare tauba

wo chhupke vaar tauba najro ki maar tauba

chhaye khumar tauba aaye karar tauba

dil jaye haar tauba ho jaye pyar tauba

na puchh yaar mohabbat ka nasha kaisa hai

koi din raat khyalo me basa rahta hai

badi hasin in me sham-o-sahar hoti hai

na dard-o-gam ki na duniya ki khabar hoti hai

aa aa

ye bekhudi to zindagi mahkati hai mahkati hai mahakati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

hu zulfo ki badaliyo me raato me hai nasha 

mehbub ki ada me baato me hai nasha 

dildaar ki sharabi aankho me hai nasha

hontho ki surkhiyo me saanso me hai nasha

gulabi narm se hontho ko chum ke dekho

kisi ki madbhari baaho jhum ke dekho

diwane pyar ka aisa surur chhayega

tujhe zami pe bhi jannat ka maja aayega

aa aa

ye maikashi to aashiqi sikhlati hai, sikhlati hai, sikhlati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

jo aankh se peeta hu to chadh jati hai

Explore this song