Roman script

mai zindgi ka sath nibhata chala gaya

har fikr ko dhuye me udata chala gaya

har fikr ko dhuye me udata chala gaya

barbadiyo ka shok manana fajul tha 

barbadiyo ka shok manana fajul tha

manana fajul tha, manana fajul tha 

barbadiyo ka jashan manata chala gaya

barbadiyo ka jashan manata chala gaya

har fikr ko dhuye me uda

jo mil gaya usi ko mukadar samajh liya

jo mil gaya usi ko mukadar samajh liya

mukadar samaj liya, mukadar samaj liya

jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya

jo kho gaya mai usko bhulata chala gaya

har fikr ko dhuye me uda

gham or khusi me fark na mahasus ho jaha

gham or khusi me fark na mahasus ho jaha

na mhasus ho jaha, na mhasus ho jaha

mai dil ko uss mukam pe lata chala gaya

mai dil ko uss mukam pe lata chala gaya

mai zindgi ka sath nibhata chala gaya

har fikr ko dhuye me udata chala gaya

lyrics typed by : pinky thakur

Explore this song