Roman script

mai wahi wahi baat

mai wahi wahi baat mere liye to 

har din naya din har raat nayi raat

mai wahi wahi baat

mai wahi wahi baat mere liye to 

har din naya din har raat nayi raat

mai wahi wahi baat

aacchi ya kharab pili jaisi mili shrab pi li

sathi naya hai jam purana

sathi naya hai jam purana

rang naya hai naam purana naam purana

subah ho ya sham mujhe masti se kaam

mere liye har din naya din har raat nayi raat

mai wahi wahi baat mai wahi wahi baat 

apna hi lahu pi raha hu

marne ke liye ji raha hu

dil apna hai gham apne hai

dil apna hai gham apne hai

duniya parayi hum apne hai hum apne hai

mujhe aaye na karar mai rahu bekarar

kyonki har din naya din har raat nayi raat

mai wahi wahi baat

mai wahi wahi baat mere liye to 

har din naya din har raat nayi raat

mai wahi wahi baat mai wahi

aao batlao jabab ho gaya hu 

mandir pe aake kho gaya hu

Explore this song