Roman script

main to sej sajakar baithi

sari raat teri raah dekhi

teri yaad ne itna sataya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

ho main to sej sajakar baithi

sari raat teri raah dekhi

main to sej sajakar baithi

sari raat teri raah dekhi

teri yaad ne itna sataya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

raat boli mujhe na hai dhalna abhi

din ye bola mujhe na nikalna abhi

ho raat boli mujhe na hai dhalna abhi

din ye bola mujhe na nikalna abhi

raat boli mujhe na hai dhalna abhi

din ye bola mujhe na nikalna abhi

raat boli mujhe na hai dhalna abhi

din ye bola mujhe na nikalna abhi

bade dagabaj ho tumpe aitbaar kiya

tere intzaar me jawani ne maar diya

yu hi sej ko maine sajaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

jo kharidi gayi wo mohabbat hu main

jo na samjhi gayi aisi aurat hu main

jo kharidi gayi wo mohabbat hu main

jo na samjhi gayi aisi aurat hu main

jo kharidi gayi wo mohabbat hu main

jo na samjhi gayi aisi aurat hu main

labo pe mere nahi shikwe gile sanam

tohmato ke haar hi mujhko mile sanam

duniye ne bada rulaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

ho main to sej sajakar baithi

sari raat teri raah dekhi

teri yaad ne itna sataya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

balam tu na aaya re

Explore this song