Roman script

mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas
swami na karna nirash
pag pag sang jau jau banwas 
hey mai to sang jau banwas
upar hai agni ki chhatri niche tapti baali
upar hai agni ki chhatri niche tapti baali 
paanv me padenge chhale na jao banwas 
hey mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas
tum ho suriayvanshi swami rakho apni chhaya
tum ho suriayvanshi swami rakho apni chhaya
chhav me chalu tumhari tum hi meri maya 
mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas
jangle ban me ghume hathi bhalu sher aur hirna 
jangle ban me ghume hathi bhalu sher aur hirna 
nari ho tum dar jaogi
na jao banwas 
hey mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas 
tum to yaodhavir ho swami tum hi raksha karna 
tum to yaodhavir ho swami tum hi raksha karna 
baan tumhare kandhe sohe sang ho to kya darna
mai to sang jau banwas
swami na karna nirash
pag pag sang jau jau banwas 
hey mai to sang jau banwas 
mai to sang jau banwas
mai to sang jau banwas

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar