Roman script

mai to pahli ghata barsar ki

mai to pahli ghata barsar ki

pyase raja ki pyar bujhaye dungi bujhaye dungi

mai to chandaniya poonam ki rat ki

mai to chandaniya poonam ki rat ki

saiya nindiya ki madira pilaye dungi pilaye dungi

mere daman me thandi fuhar hai

mere dam se chaman ki bahar hai

mere daman me thandi fuhar hai

mere dam se chaman ki bahar hai

mere lahrake thane ki der hai

mere lahrake thane ki der hai

sari dunia ko chanchal banaye dungi

mai to pahli ghata barsar ki

mai to pahli ghata barsar ki

pyase raja ki pyar bujhaye dungi bujhaye dungi

mai mahine me ek bar aayi ab jane ka paygam layi

mai mahine me ek bar aayi ab jane ka paygam layi

wo mahal ho ya jogan ki kutiya

wo mahal ho ya jogan ki kutiya

mai to sabke andhere mitaye dungi

mai to chandaniya poonam ki rat ki

mai to chandaniya poonam ki rat ki

saiya nindiya ki madira pilaye dungi pilaye dungi

tu kahe to baras ke dikha du teri hasti ko pal me mita du

jo mita kar banaye to manu dubte ko bachaye to manu

tu ghata hai ghatati rahegi tu ghata hai ghat ti rahegi

mai to sabke ujale badhaye dungi]

mai to chandaniya poonam ki rat ki

mai to chandaniya poonam ki rat ki

saiya nindiya ki madira pilaye dungi pilaye dungi

Explore this song