Roman script

main to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke 

mano ya na mano

dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke 

mano ya na mano 

mai to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke 

mano ya na mano

dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke 

mano ya na mano 

lakh chupaya bhedh magar aankhiyo ne diya btaye 

lakh chupaya bhedh magar aankhiyo ne diya btaye 

chlta chand aur pyar dilo ka chupte nahi chupaye

kaise khadi ye aankh ladi kuch soch samjh na paye 

kar gaya koi dil ka soda do aankhiyo mein tol ke 

mano ya na mano 

dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke 

mano ya na mano

naam gaya badnaam huyi mai tane de jag sara 

naam gaya badnaam huyi mai tane de jag sara

jadi pyar ki sab aate hai jinko naam hai pyara 

lakh sambhala dil matwala bas na chla hamara

kuch aese dekh tumne dil de bethe bin mol ke 

mano ya na mano 

dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke 

mano ya na mano 

mai to lut gayi duniyawalo jara sa ghunght khol ke 

mano ya na mano

dene wale dil dete hai bich bajriya bol ke 

mano ya na mano

Explore this song