Roman script

main to kar kar binati hari re
maine paiya pakad kaha ruk ja 
jod hath kaha ki na ja na ja rashiya 
mani na arajva humari 
kar kar binati hari re 
bhige naina bhiga aanchal 
ghir aai barsat 
din ke ujale me na jane 
kaise ho gai rat 
rote rah gaye bich dagariya 
rote rah gaye bich dagariya
mera man mera tan mera pyar 
kar kar binati hari re
pal pal badhati jaye dhakan 
sine par hai hath 
thar thar kanpe jiyara 
jaise dal se tuta pat 
aaj na jane kya ho jaye 
aaj na jane kya ho jaye
mere dil me baham

Song details

Song video

Watch on YouTube