Roman script

mai to jau na jamuna kinare

mai to jau na jamuna kinare

waha sawla salona ek jadugar 

aati jaati pe jaadu daare

mai to jau na jamuna kinare

mai to jau na jamuna kinare

hontho se jab jab wo murli lagaaye

hontho se jab jab wo murli lagaaye

jamuna ki ek ek lahar ruk jaye

jamuna ki ek ek lahar ruk jaye

sakhi ri fir tu hi bata

sakhi ri fir tu hi bata

dil kaise na koi haare

mai to jau na jamuna kinare

mai to jau na jamuna kinare

kitna bhi koi manwa ko roke

kitna bhi koi manwa ko roke

rah jaye bansi ki dhun me wo kho ke

rah jaye bansi ki dhun me wo kho ke

sakhi ri koi bas na chale

sakhi ri koi bas na chale

jab mohan ki bansi pukaare

mai to jau na jamuna kinare

mai to jau na jamuna kinare

waha sawla salona ek jadugar 

aati jaati pe jaadu daare

mai to jau na jamuna kinare

mai to jau na jamuna kinare

Explore this song