Roman script

mai to diwani hui sapno ki rani hui 

mai to diwani hui sapno ki rani hui

khusbu teri aaye purwa ke jhoke se 

dekhu tujhe chupke man ke jharokhe se

sachi kahani hui  mai to diwani hui

aayi bahare aayi bahare mahki hawaye 

khwabo ki barat sajne lagi

kuch kah rahi hai khamosh dhadkan

chudi fizao me bajne lagi

aaja tujhe apne dil me chupa lu

sathi mere tujhko apna bana lu

mai to diwani hui sapno ki rani hui

khusbu teri aaye purwa ke jhoke se

dekhu tujhe chupke man ke jharokhe se

sachi kahani hui mai to diwani hui

pyar ki shabnam banke baras ja

aise na sanso me tarishna jaga

dhund rahi hai aankhe tujhe hi

aake gale se tu mujhko laga

aaye kahi na bina tere chaina

kate nahi ab to katti hai raina

mai to diwani hui sapno ki rani hui

khusbu teri aaye purwa ke jhoke se

dekhu tujhe chupke man ke jharokhe se

sachi kahani hui mai to diwani hui

Explore this song