Roman script

main to chanda se gori naar 

main to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

main to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

main to dur se aankh milao 

main to dur se aankh milao 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

main parwat ki chori o babu bachke rahiyo 

main parwat ki chori o babu bachke rahiyo 

dekh ke mera roop kahi tu rasta bhul na jaiyo 

ho rasta bhul na jaiyo ha rasta bhul na jaiyo 

mai to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

main to dil ko uda le jaau 

phir milu to aankh churau 

koi pyar dikhane aaye 

to ye kaheke tadpau 

main to hath lage ko manau 

main to hath lage ko manau 

dekho ji koi hath lagaiyo naa 

mai to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

main anokhi nanital ki 

duniya aankh bichaye  

main anokhi nanital ki 

duniya aankh bichaye  

mera bhola bhala mukhda 

jo dekhe lut jaye ha jo dekhe lut jaye 

main to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa 

koi chup chup kare ishare 

meri galiyo me aake pukare 

main to ye kaheke chup jaau 

mat aise hume bula re 

koi kar dega badnam 

ha koi kar dega badnam 

dekho ji meri galiyo me aaiyo na 

main to chanda se gori naar 

dekho ji koi nazar lagaiyo naa

Explore this song