Roman script

haaye mai to aake lut gayi 
hoye mai to aake lut gayi 
duniya ke mele me mai to aake lut gayi 
haaye mai to karke mohabbat 
hoye mai to karke mohabbat 
pad gayi jhamele me mai to aake lut gayi 
julfe kaali gaal pe laali mai matwaali
aa husn ka sadka lene aaya ek ?
haaye tujhe kaid kara du 
hoye tujhe kaid kara du 
apne tabele me tujhe kaid kara du 
apne tabele me mai to aake lut gayi 
aankhe meri teer chalaaye julfe daale jaal 
ha aashiq bankar aaya hu mai sun le mera haai 
aa, haaye muaa chhede dekho 
hoye muaa chhede dekho 
mujhko akele me muaa chede dekho 
mujhko akele me mai to aake lut gayi 
uski khatir baabul chhoda
chhod diya iraan 
o dil bhi lele sar bhi lele 
lele meri jaan 
ho mujhe aaj baha de
haaye mujhe aaj baha de
mai to tere dil me mujhe aaj baha de
mai to tere dil me mai to aake lut gayi 
duniya ke mele me 
mai to karke mohabbat 
pad gayi jhamele me mai to aake lut gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: S Balbir, Shamshad Begum