Roman script

ho ho aa aa mai sunti hu dil kahta hai

dil kahta hai mai sunti hu mai sunti hu

mai sunti hu dil kahta hai

dil kahta hai mai sunti hu mai sunti hu

aisi baate koi sun le to muskil ho jaye toba

mai sunta hu dil kahta hai dil kahta hai mai sunta hu

mai sunta hu aisi baate koi sun le to muskil ho jaye toba

darte sarmate mai tumse milne aati hu

darte sarmate mai tumse milne aati hu

fir na aaugi ye soch ke vapas jati hu

haye mera jana fir chale aana

ye mulakate koi dekh le to muskil ho jaye 

toba toba toba toba mai sunti hu dil kahta hai

dil kahta hai mai sunti hu mai sunti hu

din to kher gujar jata hai itni baato me

din to kher gujar jata hai itni baato me

jaan nikal jati hai meri lambi raato me

yaad teri ati hai nind uad jati hai

raato ki ye baate koi jan le 

to muskil ho jaye toba toba toba

mai sunta hu dil kahta hai

dil kahta hai mai sunta hu mai sunta hu

kabhi kabhi mai yu khoyi is aankh micholi me

kabhi kabhi mai yu khoyi is aankh micholi me

dulhan ban ke ja baithi sapno ki doli me

kaha mere sajan kabhi kisi karan

pyar ki barate rok de to muskil ho jaye toba

mai sunti hu dil kahta hai dil kahta hai mai sunti hu

mai sunti hu mai sunta hu dil kahta hai

dil kahta hai mai sunta hu

mai sunta hu

Explore this song